Looking For Anything Specific?

MAZAA Lyrics - B Praak | Jaani

 


Saregama Originals Presents "Mazaa" in the voice of "B Praak" featuring Gurmeet Choudhary and Hansika Motwani. The song is composed by "B Praak", lyrics penned by Jaani and directed  Arvindr Khaira.


Song Credits:
Song : Mazaa
Singer & Music: B Praak 
Lyrics & Composer: Jaani 
Director: Arvindr Khaira 
Featuring: Gurmeet Choudhary and Hansika Motwani. 



MAZAA Lyrics


Maine Gairon Ki Baho Mein,
Dekha Hai So ke,
Sach batayein Mazza aa gaya,
To Tu Hai Meri Jaan,
koi tujh sa koi na,
Yeh unki jo Khushboo samjha gaya…,

Maine Gairon Ki Baho Mein,
Dekha Hai So ke,
Sach batayein Mazza aa gaya,
To Tu Hai Meri Jaan,
koi tujh sa koi na,
Yeh unki jo Khushboo samjha gaya…,

Bhatak gaye the,
Hum Ek Shaam ko,
kiya hai kharaab,
kharaab tere naam ko,
Kyun Dil Tera Todha yeh poochne kalto,
Sapne mein mere khuda aaya…,

Maine Gairon Ki Baho Mein,
Dekha Hai So ke,
Sach batayein Mazza aa gaya,
To Tu Hai Meri Jaan,
koi tujh sa koi na,
Yeh unki jo Khushboo samjha gaya…,


Dariya Yeh Dariya,
Dariya Na Hota,
Na Hota Jo Iska Kinara,
Aqal Thikane aayi hamari,
Tumse bichad kar o yaara,

Dariya Yeh Dariya,
Dariya Na Hota,
Na Hota Jo Iska Kinara,
Aqal Thikane aayi hamari,
Tumse bichad kar o yaara,

Raat ko Nikla tha,
Teri gali se,
Thokar main kha kar,
Subah aa gaya,

Maine Gairon Ki Baho Mein,
Dekha Hai So ke,
Sach batayein Mazza aa gaya,
To Tu Hai Meri Jaan,
koi tujh sa koi na,
Yeh unki jo Khushboo samjha gaya…,

Yeh Akhari Ghalti Thi,
Akhari Mauka de de na mujh ko,
Tu Saaki..,
Ab tere pairon mein,
Kaatnge yaara,
Jitni bhi zindagi,
Hai baaki...,

Yeh Akhari Ghalti Thi,
Akhari Mauka de de na mujh ko,
Tu Saaki..,
Ab tere pairon mein,
Kaatnge yaara,
Jitni bhi zindagi,
Hai baaki...,


Ho Jaani ke andar,
Jo Jaani Awaara tha,
Jaani who khud hi,
Jala aa gaya,

Maine Gairon Ki Baho Mein,
Dekha Hai So ke,
Sach batayein Mazza aa gaya,
To Tu Hai Meri Jaan,
koi tujh sa koi na,
Yeh unki jo Khushboo samjha gaya…,


---THE END---




Post a Comment

0 Comments